deewaani main pagli saajan di main kamli
ishe di badli chhaayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li angdaayi
deewaani main pagli saajan di main kamli
ishe di badli chhaayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li angdaayi
aata nahin mere dil ko yakin yeh mulaakaat thi koyi sapna nahi
hai naam uske jawaani meri yaar ke bin thi kya jindgaani meri
dil mera hai kahin hosh mein main nahi
dil mera hai kahin hosh mein main nahi
haalat yeh usne banaayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li angdaayi
sadke nilakhwaar main yaar ke log jeete hai kaise bina pyaar ke
rakhi ve rabba mujhe hosh mein jo
giru main toh maahi ki aaghosh mein
keh du yeh sabse ishq ke majhab se
keh du yeh sabse ishq ke majhab se
chalti hai saari khudaayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li angdaayi
na karein jikrr koyi bhi sadmaat ka
aaj mauka hai khushiyon ke jasbaat ka
kaun takraayega bekhudi se meri log lenge sabak aashiqi se meri
khulke kahungi main dulhan banungi main
khulke kahungi main dulhan banungi main
sada aasmaan se ye aayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li angdaayi
deewaani main pagli saajan di main kamli
ishe di badli chhaayi haay haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li angdaayi
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li angdaayi