dekh lu jo najar bharke 
ghaat ke tum raho na ghar ke 
dekh lu jo najar bharke 
ghaat ke tum raho na ghar ke 
nashile hai naina gulaabi hai dore 
piye hai kabhi tumne aise katore 
nashile hai naina gulaabi hai dore 
piye hai kabhi tumne aise katore 
dekh lu jo najar bharke 
ghaat ke tum raho na ghar ke 
yaha shaayar bhi aate rahte hai 
o mere chrhare ko chaand kahte hai 
meetha chehara hoth rasile 
dur se tarse chhail chhabile 
khidaki niche shaam savere 
ho khidaki niche shaam savere 
karte hai wo sau sau fere 
saari duniya hai mujhpe deewaani 
mai hu saare dilo ki raani  
nashile hai naina gulaabi hai dore 
piye hai kabhi tumne aise katore 
nashile hai naina gulaabi hai dore 
piye hai kabhi tumne aise katore 
dekh lu jo najar bharke 
ghaat ke tum raho na ghar ke 
jisko dekho wo aanhe bharta hai 
are jisko dekho wo aanhe bharta hai 
o shahar ka shahar mujhpe marta hai 
mujhpe kitane dete hai jaan 
kal to chal gayi chauk me chhuriya 
naa mai uski naa mai iski 
naa mai uski naa mai iski
sab ye soche mai hu kiski 
ek tum hi rahe anjaane 
mujhko tum hi nahi pahchaane 
nashile hai naina gulaabi hai dore 
piye hai kabhi tumne aise katore 
nashile hai naina gulaabi hai dore 
piye hai kabhi tumne aise katore 
dekh lu jo najar bharke 
ghaat ke tum raho na ghar ke 
o dekh lu jo najar bharke 
ghaat ke tum raho na ghar ke
