dekh tujhko dil ne kaha sathi janamo ka mil gaya
ab na honge hum to zuda chahe ye duniya kuch bhi kahe
ye duniya kuch bhi kahe
dekh tujhko dil ne kaha sathi janamo ka mil gaya
ab na honge hum to zuda
chahe ye duniya kuch bhi kahe ye duniya kuch bhi kahe
mana ye pehli mulakat hai jana mile pehle bhi magar sapne me
o mil hi gaye to chhodo ji ghabrana ye duri kaisi aji apne me
aa mer sine se lag ja machal ke
aaja mere dilbar aa dekh tujhko dil ne kaha
sathi janamo ka mil gaya ab na honge hum to zuda
chahe ye duniya kuch bhi kahe ye duniya kuch bhi kahe
hu lakho ne yu to hum pe chalaya jadu
maga ye dil na kisi pe aaya ho shayad na dekha
aisa bharpue aisa joban to mere dil ne tujhi me paya
ye husn koi khalifa dekhe wo bhi behak jayega
dekh tujhko dil ne kaha sathi janamo ka mil gaya
ab na honge hum to zuda chahe ye duniya kuch bhi kahe
ye duniya kuch bhi kahe
janmo ka ye sang nibhate jana ke maine ki hai teri hi puja
ab ik pal bhi mujhe chhod na jana mujhe na bhaaye koi bhi duja
mai to sada se hun teri pujaran tu hai mera devta
dekh tujhko dil ne kaha sathi janamo ka mil gaya
ab na honge hum to zuda chahe ye duniya kuch bhi kahe
ye duniya kuch bhi kahe
dekh tujhko dil ne kaha sathi janamo ka mil gaya
ab na honge hum to zuda
chahe ye duniya kuch bhi kahe ye duniya kuch bhi kahe
first song of gulshan bawra for r.d.; geat association