khil uthi hai kali kali mahaka hai gulshan
madmast hue hai bhavre
madhosh hue hai bhavre
dekha har phul dekha har rang
patjhad ke mausam me ye kaisi bahar
dil ek hai umange hazar
khil uthi hai kali kali mahaka hai gulshan
madmast hue hai bhavre
madhosh hue hai bhavre
chut jaye agar pyar ki ghadi
rah jaye har nari kuwari
len den ki baat karo dil ki dhadkan hai sunlo
pahle pahle kahte firte
hukum tera sar aankho par
baad me bana kar hamko gulam
karwate hai intzar pahle pahle kahte firte
hukum tera sar aankho par
baad me bana kar hamko gulam karwate hai intzar
intzar to hoga khatta hoga milan mitha mitha
intzar to hoga khatta hoga milan mitha mitha
umare daraz mang kar laye the char din
umare daraz mang kar laye the char din
do aarzu me kat gaye do intzar me
do aarzu me kat gaye do intzar me
dekha har phul dekha har rang
patjhad ke mausam me ye kaisi bahar
dil ek hai umange hazar
khil uthi hai kali kali mahaka hai gulshan
madmast hue hai bhavre
madhosh hue hai bhavre
rani ho ya naukrani
bina pyar ki unki jawani
bina jaan ki hai zindgani
mat karna tum ye nadani
ishk wisk se mujhko nahi hai kuch bhi lena dena
bar bar dohra kar mujhko bor na karna
pachtaoge tum varna
majnu ko dekho laila ki aankho se
majnu ko dekho laila ki aankho se
pyar ki juba samjho preet ki baato se
pyar ki juba samjho preet ki baato se
ishk ibadat hai pyar tapasya hai
imitha nahi intiha ki kurbani hai pahchan uski
dekha har phul dekha har rang
patjhad ke mausam me ye kaisi bahar
dil ek hai umange hazar dil ek hai umange hazar
dil ek hai haay umange hazar