Lyrics of Dekha Idhar Udhar Toh Yeh Thokar Lagee Mujhe - देखा इधर उधर तो ये ठोकर लगी मुझे
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe

apni hi chap raah ka patthar lagi mujhe

bhadka hua tha shola-e-ehasas is kadar
bhadka hua tha shola-e-ehasas is kadar
sahra ki dhup saaye se behtar lagi mujhe
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe
taksim ho gaya hu mai khairaat ki tarah
taksim ho gaya hu mai khairaat ki tarah
duniya kisi fakir ki chaadar lagi mujhe
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe
yu dil bujha ke khun se uthne laga dhua
yu dil bujha ke khun se uthne laga dhua
uthate dhuein ki lau tera paikar lagi mujhe
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe
pathra chala hai jism bhi aankho ke saath saath

woh jalb-e-intjaar mujaffar lagi mujhe