dekha jo padosan ka chaubara khali
dekha jo padosan ka
dekha jo padosan ka chaubara khali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
dekha jo padosan ka chaubara khali
dekha jo padosan ka
dekha jo padosan ka chaubara khali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
dar dar ka maara tha
buddha kanwara tha
chup ke se soya tha
sapno mein khoya tha
aahat jo aati thi, usko jagaati thi
karvat badalta tha, khud hi machalta tha
darta tha aake na de mujhko gaali
darta tha aake
darta tha aake na de mujhko gaali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
taaro ki baaraat dhalne lagi raat
aayi na wo paas badhati gayi pyaas
kaccha khiladi tha wo to anaadi tha
kaisa tha deewana ye bhi nahi jaana
ek hath se to bajegi na taali
ek hath se to
ek hath se to bajegi na taali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li
dekha jo padosan ka chaubara khali
dekha jo padosan ka
dekha jo padosan ka chaubara khali
dheere se, dheere se, dheere se
buddhe ne khatiya bichha li
dheere se buddhe ne khatiya bichha li