o o o o o o o
o o o o o o o
dekha maine sara jahan, tujhsa na dekha kahin
aisa mujhko lagta hain kyun, tu is jahan ki nahi
ae baharo ki zawani, rup ki malika
teri aankho se chhalkta, jo nasha halka
wo nasha to dil pe chhaye
kaise mujhko hosh aaye
dar hain tujhse pyaar ho na jaaye

dosto se teri baate roz karta hu main
naam tera ab le le kar aahen bharta hun main
jabse tu nazar me aai, bekhudi si chhai hain
har jagah tujhe hi dekhun, teri dhun samai hain
ae baharo ki zawani, rup ki malika
teri aankho se chhalkta, jo nasha halka
wo nasha to dil pe chhaye
kaise mujhko hosh aaye
dar hain tujhse pyaar ho na jaaye
dekha maine sara jahan, tujhsa na dekha kahin
aisa mujhko lagta hain kyun, tu is jahan ki nahi
o o o o o o o
o o o o o o o
sochta hu tujhse agar, main chura lu tujhko
aaj dil ki gahraai me, aa chhupa lu tujhko
dillagi na kr tu mujhse, dil se dil mila le
chain kyun churaya karti, dhadakane chura le aa