Lyrics of Dekhanaa Qismat Ki Aap Apane Pe Rashk Aa Jaaye Hai - देखना क़िस्मत के आप अपने पे रश्क आ जाये है
dekhnaa kismat ke aap apne pe rashk aa jaaye hai
mai use dekhun bhalaa kab mujhse dekhaa jaaye hai
dekhnaa kismat ke aap
gair ko yaa-rab wo kyun kar manaa gustaakhi kare
gar hayaa bhi usko aati hai to sharmaa jaaye hai
dekhnaa kismat ke aap
ho ke aashiq wo pari-rukh aur naazuk ban gayaa
ho ke aashiq wo pari-rukh aur naazuk ban gayaa
rang khultaa jaaye hai jitnaa ke udtaa jaaye hai
dekhnaa kismat ke aap
shauq ko ye lat ke hardam naa laa kheche jaaiye
dil ki wo haalat ke dam lene se ghabraa jaaye hai
dekhnaa kismat ke aap apne pe rashk aa jaaye hai
dekhnaa kismat ke aap
Thank you so much, Ajay ji, for uploading this Ghalib sahab's ghazal in
Talat sahab's voice !!! Fabulous indeed !!