Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Dekhiye Ye Sansar Hai
4.24 - 46 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Dekhiye Ye Sansar Hai - देखिए ये संसार हैं
dekhiye ye sansaar hain, dekhiye ye sansaar hain
yahi sansaar hain, ye sansaar hain
dekhiye ye sansaar hain
matalab ka meet hain, ye paise ka yaar hain
dekhiye ye sansaar hain
kya khushi ka daasta, kya fasaana ranj ka
aadami ki zindagi hai, khel shatranj ki
dekhiye ye sansaar hain
yahi sansaar hain, ye sansaar hain
dekhiye ye sansaar hain

ek beta apane farj se, jo pichhhe hat gaya
aisa laga baap ko, ek haath kat gaya
gam se maa ka tut gaya dil, kaleja fat gaya
is tarah se ek ghar, do gharo me bant gaya
kal jahaatha pyaar, aaj ek divaar hain
dekhiye ye sansaar hain
yahi sansaar hain, ye sansaar hain
dekhiye ye sansaar hain

kaanta laga paanw me to, haath paanw par gaya
aanshu bhare aankh me to, man bhi dukh se bhar gaya
dar ang-ang ka tan me, yu bikhar gaya
pyaar har kasam ki, har lakeer paar kar gaya
man pe kisaka jor hain, kisaka akhtiyaar hain
dekhiye ye sansaar hain
yahi sansaar hain, ye sansaar hain
dekhiye ye sansaar hain

kya suhaag raat hain, kya suhaag raat hain
kya suhaag hain
ek tan ki bhukh hain, ek man ka raaj hain,
rang aur roop, chaar dil ke mehamaan hain
ye sach hain is sach se, log anjaan hian
ye tan ka rishtaa nahi, ye man ka pyaar hain
dekhiye ye sansaar hain
yahi sansaar hain, ye sansaar hain
dekhiye ye sansaar hain

dard se bhara huaa, ye zindagi ka geet hain
milana aur bichhadan , yahi zindagi ki reet hain
saath rahe jo sadaa, kaun aisa meet hain
char din ki dosti, chaar din ki preet hain
kab yahaa ho kya bhala, koi etbaar hain
dekhiye ye sansaar hain
yahi sansaar hain, ye sansaar hain
dekhiye ye sansaar hain
lyrics of song Dekhiye Ye Sansar Hai
Comments on song "Dekhiye Ye Sansar Hai"
nagarjun dhanve on Wednesday, June 10, 2015
heart touching songggggggg
Dhanashree Arts on Thursday, April 30, 2015
heart touching song
Ravi Parmar on Saturday, October 17, 2015
mast song
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sansar (1987)
Raj Babbar, Rekha, Anupam Kher, Aruna Irani, Archana Joglekar, Shafi Inamdaar, Shekhar Suman, Ajinkya Deo, Seema Deo, Priyanka, Dinesh Hingoo, Raju, HarishAnuradha Paudwal, S P Balasubramaniam, Kavita Krishnamurthy, Suresh WadkarAnand BakshiLaxmikant PyarelalUmesh Sharma, T Rama Rao, Muzammil KhurshidPurnachandra RaoSansar at IMDB      Sansar at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type