Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 2 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Dekhna Jazbe Mohabbat Ka Asar Aaj Ki Raat - देखना जज्बें मोहब्बत का असर, आज की रात
dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat
dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat
mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat

noor hi noor hai, kis simate uthau aankhe
noor hi noor hai, kis simate uthau aankhe
husn hi husn hai, taahte najar aaj ki raat
husn hi husn hai

nagma o may ka, ye tufane tarab kya kahna
nagma o may ka, ye tufane tarab kya kahna
mera ghar ban gaya khyaam ka ghar, aaj ki raat
mera ghar ban gaya khyaam ka ghar, aaj ki raat
dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat
mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat

narigse naaz me, wo nind ka halka sa khumar
narigse naaz me, wo nind ka halka sa khumar
wo mere nagma e shiri ka basar, aaj ki raat
wo mere nagma e shiri ka basar, aaj ki raat
dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat
mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat
lyrics of song Dekhna Jazbe Mohabbat Ka Asar Aaj Ki Raat
Comments on song "Dekhna Jazbe Mohabbat Ka Asar Aaj Ki Raat"
Amit Tripathi on Thursday, February 14, 2013
wah Jagjit Singh - intoxicating - jhoote fankaar nahin hain !!
Thank you Khurram, again and again .
Pradeep Rao on Thursday, May 31, 2012
Mera ghar ban gaya khayyaam ka ghar aaj ki raat
wajahat shafi kanth on Saturday, February 16, 2013
Outstanding,,thanks Mr Khurram,,,
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Kahkashan 2 (Jagjit Singh) (1992)
Jagjit Singh
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type