dekho aayi re shubh din shubh ghadi mehalo mein aayi re 
shubh din shubh ghadi mehalo mein aayi re 
aao sakhi ri aao gaao re mangal gaao 
aao sakhi ri aao gaao re mangal gaao 
aayi re shubh din shubh ghadi mehalo mein aayi re 
shubh din shubh ghadi mehalo mein aayi
shubh din shubh ghadi mehalo mein aayi  
shubh din shubh ghadi mehalo mein aayi  
aanchal mein ek phul khila naino mein likhi bahaar ho
aanchal mein ek phul khila naino mein likhi bahaar ho
rani maa ki kok se janma chand sa rajkumar
vaari vaari jaaye maiya vaari vaari jaaye maiya 
mathe ko chume sabhi garwa lagaye
chab hai pyari pyari aaja hamari anglaayi
dekho aayi re shubh din shubh ghadi mehalo mein aayi re 
shubh din shubh ghadi mehalo mein aayi re 
meri munne meri umariya bhi tujhko lag jaye 
prem shanti ka sandesha bankar tu muskuraye 
rishimuni mohit ho tujh par bane tu aisa gyani 
shurvir ho arjun jaisa harishchanadar sa dani 
tera jeevan sare jag me ujiyara failae 
ujiyara failae ujiyara failae 
lami umar ki deke duaein munne aao le le hum balaye 