dekho re dekho re dekho re pahli baar
dekho re pahli baar meri jindgani pali
bhagwan ko karne paar bhakat ki nav chali
bhagwan ko karne paar bhakat ki nav chali
jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali
dekho re mere ram ki maya is waaman ko virat banaya
ek janak me sau janmo ka maine to bhai ye fal paya
dekho prabhu ka upkar meri dunia hi badli
bhagwan ko karne paar bhakat ki nav chali
jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali
kaha meri choti si ye naiya
kaha ye bhav sagar ke khiwaya
mai do hatho wala kewat inke hath hazar hai bhaiya
lakho ke taran har prabhu ye bade hai bali
bhagwan ko karne par bhakat ki nav chali
jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali
chode mahal ayodhya chodi re
chode mahal ayodhya chodi
ham patito se preet hai jodi
dhanay hai inka pyar anokha
dhanay hai ye siya ram ki jodi
ye van ko chale sukumar ye van ko chale sukumar
karam gati nahi tali bhagwan ko karne par
bhakat ki nav chali jai ram lakhan jai janak lali
jai ram lakhan jai janak lali dekho re pahli bar meri
jindgani phali bhagwan ko karne par
bhakat ki nav chali jai ram lakhan jai janak lali
jai ram lakhan jai janak lali jai ram jai jai ram
jai ram jai ram jai ram jai jai ram
jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali
jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali

. I'll share with you my Fav few lines from Anup Jalota's version of this song.
Kabhi kabhi Bhagwan ko bhi Bhakton se kaam pade
Jaana tha Ganga paar, prabhu Kevat ki naav chadhe 2
Prabhu bole Tum Naav chalavo
Paar Hamen Kevat Pahunchavo
Kevat kaheta Suno Hamari
Charan Dhool ki Maya Bhari
Main Gareeb , Nayya Meri
Naari Na hoye Pade...
Sure, we all remember ,Ahalya came Alive from the stone-curse, by the touch of Ram's foot. Great Day, MR