dekho ye phool khil rahe hai kaise
dekho ye phool khil rahe hai kaise
kya mere liye tum hans nahi sakti aise
kya soch rahi ho jara muskurao kya soch rahi ho
dekho bulbul gaa rahi hai kaise
dekho bulbul gaa rahi hai kaise
kya mere liye tum gaa nahi sakti aise
kya soch rahi ho jara gungunao kya soch rahi ho
jee karta hai mera main bhi rupahra ambar ud kar chhu lu
wo gujre hue pal bhojhil se bhoolu to kaise bhoolu
mujhko in uljhano se nikalne to do
is hansi rut ka jaadu mujhpe chalne to do
dekho panchhi ud rahe hai kaise
dekho panchhi ud rahe hai kaise
kyu hum tum dono ud nahi paate aise
kya soch rahi ho mere sath aao kya soch rahi ho
yun lagta hai jaise maine tumko pakar bhi nahi paaya
tum ya kaho chhalna ya ek sapna
ya phir ho koi chhaya
is milan ki kahani adhuri hai kyu
hum agar ek hai phir ye duri hai kyu
dharti gagan mil rahe hai jaise
dharti gagan mil rahe hai jaise
hum dono ke man mile huye hai aise
sach bol rahi hoon
sach mano o o o sach bol rahi hoon
jara muskurao kya soch rahi ho
jara gungunao kya soch rahi ho