o o o o o o o
o o o o o o o
din fir aaye khushiyon ke
dur ho gaye dard dukhiyo ke
is des se hamko bahut pyaar mila
pyar mila
har saathi ko samman mil, adhikaar mila
aao sab bharat ke gun gaye
mil kar ham sab, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye ho o o
takaza hain sabse desh bhakti ka
raaj milakar banaye manav shakti ka
o o o o o o
ab na socho hame desh ne kya hain diya
kya hain diya
bas ye bataao vatan ke liye, kya hain kiya
kya hain kiya
jiski lau ne zazbat ka irdhan hain piya
aao milakar jalaye khas ek aisa diya
aao sab bharat ke gun gaye
mil kar ham sab, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye ho o o
apne liye to jeena sabhi jante hain
jaante hain
desh pe marna ham to farz maante hain
maante hain
aansu auro ke pina bhi badi baat hain
aur kaanto se jakhm sina suagaat hain
aao sab bharat ke gun gaye
mil kar ham sab, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye
sine me vatan ki dhadakan hain, dhadkan hain
aankho me chaman ki laali hain, laali hain
vatan pe nichhavar amar javani ho
sadiyo tak yaad hamari kahani ho
jab bachcho ko naani biti baat dohraye, doharaye
hamari bahaduri ke bhi geet gaye
aao sab bharat ke gun gaye
mil kar ham sab, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye ho o o
dil me khwaab aur lambi duaa hamari hain
saath chale hain maidaan me jit hamari hain
jashan manaye, jashan manaye
jashan manaye, jashan manaye ho o o