dhal gaya chand gayi raat chalo so jaaye
dhal gaya chand gayi raat chalo so jaaye
ho chuki unse mulakaat chalo so jaaye
dhal gaya chand
dur tak ghunj nahi hai kisi shehnaai ki
dur tak ghunj nahi hai kisi shehnaai ki
lut gayi aash ki baraat chalo so jaaye
lut gayi aash ki baraat chalo so jaaye
dhal gaya chand
log ikraare wafa karke bhula dete hain
log ikraare wafa karke bhula dete hain
ye nahi koi nayi baat chalo so jaaye
ye nahi koi nayi baat chalo so jaaye
dhal gaya chand
itne chhito se na dhoya gaya ye daag-e-alam
itne chhito se na dhoya gaya ye daag-e-alam
kya kahegi hume barsaat chalo so jaaye
kya kahegi hume barsaat chalo so jaaye
dhal gaya chand gayi raat chalo so jaaye
ho chuki unse mulakaat chalo so jaaye
chalo so jaaye, chalo so jaaye