Lyrics of Dharti Maa Ka Maan Humara Pyara Lal Nishan - धरती माँ का मन हमारा प्यारा लाल निशान
dharti ma ka man hamara pyara lal nishan
nawyug ki muskan hamara pyara lal nishan

punjiwad se dab na sakega ye majdur kishan ka jhanda

mehnat ka hak lekar rahega mehnat insan ka jhanda

yodhar or balwan hamara pyara lal nishan
dharti ma ka man hamara pyara lal nishan
nawyug ki muskan hamara pyara lal nishan
is jhande se sans ukhadti chor munafa khoro ki

jinhone insano ki halat kardi dangar khoro ki

unke dilo me nam hamara pyara lal nishan
dharti ma ka man hamara pyara lal nishan
nawyug ki muskan hamara pyara lal nishan
factotiyo ke dhul dhue me hamne khud ko pala

jhun pilkar lohe ko is desh ka bhar sambhala

mehnat ke is puja ghar par pad na sakega tala

desh ka savidhan desh ka dhan hai janle punji wala

jitega maidan hamara pyara lal nishan pyara lal nishan
Sam aj Ko Badal Dalo-1970 MD is Ravi & Samaj Ko Badal Dalo-1947 MD Is
Khemchand Prakash