Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Title Song
Video of this song from youtube
Lyrics of Dharti Pe Haq Hai - धरती पे हक है
haq se chhino oo oo oo apne haq ko oo oo oo
haq se chhino oo oo oo apne haq ko oo oo oo
khud bana kanun apna hukum chalaye chhod zami apni kaho hum kaha jaye
khud bana kanun apna hukum chalaye chhod zami apni kaho hum kaha jaye oo
mehnat sab humne ki zehmat sari humne ki luta chand longo ne bhukhe hum rahe
bhasha me naslo me banta hai hum sabko ab jo hum ek huye tan kahi chale
dharti pe haq hai apna hi haq hai haq hai haq hai
dharti pe haq hai apna hi haq hai haq hai haq hai

bijli sa kadkege shola ban bhdkege iklabi naara hai todege diwar
dana vo sa ropege bo dege aane wali nasle bhi kaate baar baar
dhjji dhjji kapde mehnat jal se lithde mehnat ke rang mai apna khun ye khole
amber ke mahlo pe mota sa tala tha hatho mai ab chaabi chal khud he khole
dharti pe haq hai apna he haq hai haq hai haq hai
dharti pe haq hai apna he haq hai haq hai haq hai
khud bana kanun apna hukum chalaye chhod zami apni kaho hum kaha jaye
hak se chino o o o o apne hak ko o apne hak ko o

na raja ham hue hue hai gulam nahi uagle sone do
tera ghar gaao vahi ban ke gulaam ab rahna nahi marege haq leke warna nahi
chalo ab jaag jaao saval puche jao sar ko ucha rakho dar ko dur bhgao
sab jo sath chale chhen le apne jameen ek jutt rahna path se tu hatna nahi
dharti pe haq hai apna he haq hai haq hai haq hai
dharti pe haq hai apna he haq hai haq hai haq hai

apne rang me duniya ko jara rangde jana are sitaro se aage ghar apna banana
nahi dar pe hain taale sapne lekin suhane han ek sur me gaayge ke tarane
soch badlo jaraa le lo jo hain tumara mehnatkas ka vatan hain saara
sab vo julmo sitam ho gya dor khatam khula virodh karo jor ka naara
dharti pe haq hai apna he haq hai haq hai haq hai
dharti pe haq hai apna he haq hai haq hai haq hai

khud banaa kanon apna hukuam chalaye chod jami apne khao ham kha jaye
haq se chhino haq se chhino haq se chhino haq se chhino haq se chhino
chhino chhino chhino haq se chhino o haq se chhino o chhino chhino chhino

lyrics of song Dharti Pe Haq Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kaala Karikaalan (2018)
Anjali Patil, Dhileepan, Eswari Rao, Huma Qureshi, Manikandan, Nana Patekar, Pankaj Tripathi, Rajinikanth, Ravi Kale, Sampath Raj, Samuthirakani, Sayaji ShindeVijaynarain, Dopeadelicz, Arunraja Kamaraj, Ananthu, Shweta Mohan, Shankar Mahadevan, Pradeep Kumar I, Dope Daddy, MC Mawali, Rohith Fernandes, Hariharasudhan, Roshan Jamrock, Vijay PrakashDopeadelicz, Varun Grover, Kumaar, Roshan Jamrock, Rakesh Kumar TripathiSanthosh NarayananPaDhanushKaala Karikaalan at IMDB      Kaala Karikaalan at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type