dholak ye puche kud dhum kud dhum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
bolo sarkar kaha ye rashta bhule tum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
bolo sarkar kaha ye rashta bhule tum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
tumhari to phul ki dunia hai yaha bas dhul ki dunia hai
tumhari to phul ki dunia hai yaha bas dhul ki dunia hai
jungle ki rah bhi hai phulo ki chah bhi hai
dekho bahar na ho jaye gum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
bolo sarkar kaha ye rashta bhule tum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
tu aanhko me aankhe na dal ke chal
hai jadu ki nagri sambhal ke chal
tu aanhko me aankhe na dal ke chal
hai jadu ki nagri sambhal ke chal jadu sa ho jayega
khanjar bhi kho jaye na ye talwar bhi na ho jaye gum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
bolo sarkar kaha ye rashta bhule tum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
najar me hai shan shikari ki magar hai kaman utari si
najar me hai shan shikari ki magar hai kaman utari si
mahlo se dur bhi ho kuch majbur bhi ho
dekho shikar na ho jaye gum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
dholak ye puche kud dhum kud dhum
bolo sarkar kaha ye rashta bhule tum
dholak ye puche kud dhum kud dhum