Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Dhuaan Banaa Ke Fizaa Ne Udaa Diyaa Mujhako - धुआँ बनाके फ़िज़ा में उड़ा दिया मुझको
dhuaan banake fizaa me udaa diyaa mujhko
dhuaan banake fizaa me udaa diyaa mujhko
mai jal rahaa tha kisi ne bujhaa diyaa mujhko
dhuaan banake fizaa me udaa diyaa mujhko

khada hun aaj bhi roti ke chaar harf liye
khada hun aaj bhi roti ke chaar harf liye
khada hun aaj bhi roti ke chaar harf liye
sawaal ye hai kitaabo ne kya diyaa mujhko
dhuaan banake fizaa me udaa diyaa mujhko

safed sang ki chaadar lapet kar mujh par
safed sang ki chaadar lapet kar mujh par
fasil-e-shahar pe kisne sajaa diyaa mujhko
dhuaan banake fizaa me udaa diyaa mujhko

mai ek zarra bulandi ko chhune niklaa tha
mai ek zarra bulandi ko chhune niklaa tha
mai ek zarra bulandi ko chhune niklaa tha
hawaa ne tham ke zami par giraa diyaa mujhko
dhuaan banake fizaa me udaa diyaa mujhko
mai jal rahaa tha kisi ne bujhaa diyaa mujhko
dhuaan banake fizaa me udaa diyaa mujhko
lyrics of song Dhuaan Banaa Ke Fizaa Ne Udaa Diyaa Mujhako
Comments on song "Dhuaan Banaa Ke Fizaa Ne Udaa Diyaa Mujhako"
Nisha Khanna on Saturday, June 16, 2012
I like Rahat, Nusrat at times but he could have a shrill voice at times,
suited to only quawaali's and punjaabi folk songs but Lata is classically
trained her father taught them bhajans in the temples of Maharashtra
.sorry bro there is no comparing Lata to the Rahat and Nustrat ji , they
themselves would consider that sacrilege..she is timeless and has sung in
30 plus languages in over a 1000 films. sorry but could not let that one go
without a response..
fade581 on Monday, August 06, 2012
~~Safaid Sang Ki Chaadar Lapait Kar Mujh Pe,,,,Faseel_E_Sheher Main Kis Ne
Sajja Diya Mujh Ko,,,,Main Aik Zarra BULANDI Ko Choonay Nikla Tha,,,,Hawa
ne Thumm k Zameen Per Girra Diya Mujh Ko,,,,Dhuwan Bana K Fiza Main Urra
Diya Mujh Ko,,,,Main Jall Raha Tha Kiss Ne Bujha Diya Mujh Ko~~
Nisha Khanna on Saturday, July 13, 2013
Alfaaz aur awaaz ki yeh khoobsoorat mehraj se insaan khicchaa chalaa aati
hai. Jaise barson ke zakhmon ko kisi ne dekhaa aur haal poocha. Hum kitne
kushnaseeb hain ki din bhar ki mehnat mushaqqat ke baad aisi roohani
gaayeki hum mein phir se jaan bhar deti hai. Hum duniyaan ke kisi bhi kone
mein rahein apni mitti ki khushboo apne saath saath liye chalte hain.
seven7045 on Wednesday, May 09, 2012
I know the dictionary meaning for you kind information. It does not match
your personal conclusion here so just asked if you have a better meaning
for it. I thought you feel it has some bearing with the nationality not art.
yusafzai08 on Monday, January 23, 2012
I wouldnt call her a legend of the world, that would be Nusrat and Rahat, but she is a great commercial singer, but this song is defnitely terrific.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Best of Sajda (Jagjit Singh)
Jagjit Singh, Lata MangeshkarAkhtar, Qateel Shifai, Zafar Gorakhpuri, Ahmed Nadeem Qasmi, Nazeer Baqri, Nida Fazli, Muzaffar Warsi, Wasim Barelvi, Saba Afghani
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type