hum to gaate rahenge sada
muskurate rahenge sada
hum to gaate hue hi sada
muskurate hue hi sada
le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
main hu wo pal jise kal ki na fikar
kal ki soch mein umar na jaaye dhal
main hu wo pal jise kal ki na fikar
kal ki soch mein umar na jaaye dhal
dhadkan jawa hai, jawa hai ye dil to
le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
ha le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
bite pal mein na jeevan bitaye
apne aaj ko rangin banaye
zindadili hamara tarana
hum to gaate hue hi sada
muskurate hue hi sada
le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
gham ki raato ka hoga sawera
ye jahan hai hamara basera
aasma ko hume chhuke aana
hum to gaate hue hi sada
muskurate hue hi sada
jag ko paane ka armaan tha
kuch kar dikhane ka sapna tha
mod ke saye aaya hai
jo bhi jahan na paya hai
le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
main hu wo pal jise kal ki na fikar
kal ki soch mein umar na jaaye dhal
main hu wo pal jise kal ki na fikar
kal ki soch mein umar na jaaye dhal
dhadkan jawa hai, jawa hai ye dil to
le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal
jag ko paane ka arma tha.. kuch kar dikhane ka sapna tha... mour kesa ye
aya hai.. jo v chaha na paya hai... When i watch d movie i cried at the
moment of this song..