hai maun me dubi duniya tera kissa kaun sunaye
jo kahe tujhe na jane
jo jane kah na paye
khwabo ka musafir nawazin kaafir
saaiya ye bata de kahan hu main aakhir
ye kaisi hai teri aankh michauli
mujhe ghar le ja humjoli
dil darbadar mera dil darbadar
dil darbadar mera dil darbadar
tu mera hi saya main teri hi chhaya main tere bina jaya
rago me baha tu najar me raha tu magar na najar aaya
tujh se hi chal ke main gujra
tujhpe hi aa thehra re
tu mujhko main tujhko jata kya hai mera
ye kaisi hai teri aankh michauli
mujhe ghar le ja humjoli
dil darbadar mera dil darbadar
dil darbadar mera dil darbadar
main shaakho se tuta hawao se rutha
uda ja raha hu kahan
aa jaau kahi main khilunga wahi main
mile mujhko tu jaha
aa mil ja mujhse main kabse dekhu teri raahe
beeta ek arsa main tarsa ab khol de baahe
ye kaisi hai teri aankh michauli
mujhe ghar le ja humjoli
dil darbadar mera dil darbadar
dil darbadar mera dil darbadar
dil darbadar hai
darbadar darbadar dil hai
hai dil darbadar dil darbadar hai
Hai maun mein doobi duniya
Tera qissa kaun sunaaye
Jo kahe, tujhe na jaane
Jo jaane, keh na paaye
Khwaabon ka musafir navazina kaafir
Saaiyaan ye bata de kahan hu main aakhir
Ye kaisi hai teri aankh micholi
Mujhe ghar le ja humjoli
Dil darbadar mera dil darbadar
Dil darbadar mera dil darbadar
Tu mera hi saaya
Main teri hi chaaya
Main tere bina zaaya
Ragon mein bahaa tu
Nazar mein rahaa tu
Magar na nazar aaya
Tujh se hi chal ke main guzra
Tujhpe hi aa thehra re
Tu mujhko main tujhko
Jaata kya hai mera
Ye kaisi hai teri aankh micholi
Mujhe ghar le ja humjoli
Dil darbadar mera dil darbadar
Dil darbadar mera dil darbadar
Main shaakhon se toota
Hawaoon se rootha
Udaa ja raha hoon kahaan
Aa jaaun kahin main
Khilunga wahin mein
Mile mujhko tu jahaan
Aa mil ja mujhse main kabse dekhun teri raahein
Beeta ek arsa main tarsa ab khol de baahein
Ye kaisi hai teri aankh micholi
Mujhe ghar le ja humjoli
Dil darbadar mera dil darbadar
Dil darbadar mera dil darbadar
Dil darbadar hai..
Darbadar.. darbadar dil hai
Hai dil darbadar
Dil darbadar hai...