dil de ke darde mohabbat liya hai
dil de ke darde mohabbat liya hai
soch samajh ke ye sauda kiya hai
ab jo hoga dekha jayega
haye jo hoga dekha jayega
humko zamane ki parwah hi kya hai
kaise bhula de jo wada kiya hai
ab jo hoga dekha jayega
haye jo hoga dekha jayega
hosh nahi hume sham-o-sahar
hosh nahi hume sham-o-sahar
hum raahe kyu takte hai
dil me hai wo kahin dur nahi
jab chahe mil sakte hai
chah ke mohabbat jala to liya hai
ab jo hoga dekha jayega
haye jo hoga dekha jayega
humko zamane ki parwah hi kya hai
kaise bhula de jo wada kiya hai
ab jo hoga dekha jayega
haye jo hoga dekha jayega
dil ki lagi koi khel nahi
dil ki lagi koi khel nahi
darna kya ghabrana kya
kaun hai jo hume rok sake
apna kya begana kya
khuda ke bharose irada kiya hai
ab jo hoga dekha jayega
haye jo hoga dekha jayega
dil de ke darde mohabbat liya hai
soch samajh ke ye sauda kiya hai
ab jo hoga dekha jayega
haye jo hoga dekha jayega
humko zamane ki parwah hi kya hai
kaise bhula de jo wada kiya hai
ab jo hoga dekha jayega
haye jo hoga dekha jayega
Film: - "SHERA DAKU" - 1966. cast: Sheikh Mukhtar, Nishi, Randhwa, Sunder,
Kamran, Kumkum, Rajan Kapoor Singer: Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Usha
Mangeshkar, Lata Mangeshkar Lyricist: Noor Devasi, Asad Bhopali Music
Director: Ganesh Film Director: Radhakant