dil dhadkane ki aawaz ki
khamoshi ke siwa koi bhi nahi
dil dhadkane ki aawaz ki
khamoshi ke siwa koi bhi nahi
dil dhadkane ki aawaz ki khamoshi ke siwa
besabab hamko phir
besabab hamko phir
tisre ka guman kaise or kyu hua
koi bhi to nahi dil dhadkane ki aawaz ki
khamoshi ke siwa
teri zulfo ki khusbu me
bhigi hui meri ye ungliya
dhundti hai tujhe teri zulfo ki khusbu me
bhigi hui meri ye ungliya
dhundti hai tujhe chu rahe hai tujhe
aaj na jaye kahi aaj pairo tale
aaj na jaye kahi aaj pairo tale
apni parchaiya dhire-dhire chalo
jo bhi kahna hai aankho se aankhe kahe
muh se kuch mat kaho dhire-dhire chalo
muh se kuch mat kaho dhire-dhire chalo
jo bhi kahna hai aankho se aankhe kahe
surkh phulo ko boso se madhosh karti hui
surkh phulo ko boso se madhosh karti hui
sham ki ye hawa tak rahi hai tujhe
teri peshani ko chumne ke liye
teri peshani ko chumne ke liye
tak rahi hai tujhe os ki bund ke
os ki bund ke bojh se
teri palke jhuki meri sanse ruki
koi bhi to nahi dil dhadkane ki aawaz ki
khamoshi ke siwa koi bhi to nahi
dil dhadkane ki aawaz ki khamoshi ke siwa
Singers are Bhupinder and Peenaz Masani. Really nice lyrics by your father.
We need more poets-lyricists in films these days who can do magic.