dil faanse oho de ke jhase aaha
haye teri nazar mastani
jao jao aaha na sunao oho
ye mohabbat ki jhuthi kahani aaha ha
dil faanse oho de ke jhase aaha ha
haye teri nazar mastani
jao jao oho na sunao aaha
ye mohabbat ki juthi kahani
tera kisi ne jab naam liya
humne dil apna tham liya
tera kisi ne jab naam liya
humne dil apna tham liya
rakho sambhal ke jaan mithi jan ke
tumko ko hi dur se salam kiya
rakho sambhl ke jan mithi jan ke
tumko ko hi dur se salam kiya
na satao paas aao
ke bulati hai ye rut suhani
jao jao aaha na sunao oho
ye mohabbat ki juthi kahani
dil faanse oho de ke jhase aaha
haye teri nazar mastani
jao jao aaha na sunao oho
ye mohabbat ki juthi kahani
kaun yuhi jina dusvar kare
samat aaye jiski wo pyar kare
kaun yuhi jina dusvar kare
samat aaye jiski wo pyar kare
dil me to pyar hai koi dildar hai
chahe tu bahane hazaar kare
dil me to pyar hai koi dildar hai
chahe tu bahane hazaar kare
rahe aise aaha koi kaise
ye jawani hai aakhir jawani jao jao
dil faanse oho de ke jhanse aaha
haye teri nazar mastani
jao jao aaha na sunao oho
ye mohabbat ki juthi kahani
are are dil faanse oho de ke jhase mastani
jao jao aaha na sunao oho
ye mohabbat ki juthi kahani
One of the most rocking and enjoyable duets of Rafi sahab and Geeta ji,
though filmed on secondary artists in the film. Great sharing.