dil gaya tumne liya
hum kya kare, hum kya kare
dil gaya tumne liya
hum kya kare, hum kya kare
jane wali cheez ka 
gam kya kare, gam kya kare
dil gaya tumne liya
hum kya kare, hum kya kare
baksh dena pyar ki gustaakhiya
baksh dena pyar ki gustaakhiya
dil hi kabu me nahi
hum kya kare, hum kya kare
dil hi kabu me nahi
hum kya kare, hum kya kare
jane wali cheez ka 
gam kya kare, gum kya kare
dil gaya tumne liya
ek saagar par hai apni zindagi
ek saagar par hai apni zindagi
rafta rafta isse bhi 
kam kya kare, kam kya kare
rafta rafta isse bhi 
kam kya kare, kam kya kare
jane wali cheez ka 
gam kya kare, gum kya kare
dil diya tumne liya
kahte hain ehele sifarish mujhse daab
kahte hain ehele sifarish mujhse daab
teri kismat hai buri 
hum kya kare, hum kya kare
teri kismat hai buri 
hum kya kare, hum kya kare
jane wali cheez ka gam 
gam kya kare, gam kya kare
dil gaya tumne liya
hum kya kare, hum kya kare