ye galiya ye kuche
ummeed se lambe yakin se unche
ye kuche kurpech hai
dilchasp bhi hai raste ye dil ke
ye galiyan ye kuche
umeed se lambe yakeen se unche
ye kooche kurpech hai
dilchasp bhi hai rashte ye dil ke
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
sharte lagata hai har baar kyu dil
jajbe jagata hai aur rulata hai
kyu yaar tu dil
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
halka halka khauf bhi hai
ye sidhiyan purani aur akeli main
khauf kiska main jo hu na
hai dil naye purani si haweli mein
halka halka khauf bhi hai
ye sidiyan purani aur akeli main
khauf kiska main jo hu na
hai dil naye purani si haweli mein
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
har chhat pe chadhke patang uda ke raazi
na puchho ye dil hai munshi magistrate kaaji
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
achcha sa khaab aaye to
humko dikha dena tum
aankho mein bharke humko
god mein sula dena tum
sapno ke sau sau panne
nind mein likha karenge
padh ke sunayega dil
dil se suna karenge
mere dil mein chakkar hai
rukta nhi hai kano se behra hai
koyi baat sunta nahi hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai