dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
tumse koun si aas bandhi thi
tumse rahe hum dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
tumne hamko jab bhi dekha
shukar balb the ye khamosh
tumne hamko jab bhi dekha
shukar balb the ye khamosh
yu to aksar roye lekin
chhup chhup kam kam dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
ek vo hal ke unki jara si
baat gavara kar na sake
ek vo hal ke unki jara si
baat gavara kar na sake
ek ye hal ke yaad mein unki
roye the hum dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
tar ke talab pe khush the ke aakhir
kaam liya danai se
tar ke talab pe khush the ke aakhir
kaam liya danai se
kisko khabar hai jalte rahe hum
jalte rahe kyu dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
tumse koun si aas bandhi thi
tumse rahe hum dur hi dur
dil hi dil mein sulag ke bujhe hum
Although there is no doubt about the class of Aasha Bhonsle but this ghazal
was originally sang by Madam Noor Jahan and composed by Nazar Muhammad.
Madam had her own class and style. Two versions (Old and rerecording) are
available on YouTube. Madam loved this composition a lot.