ye galiyan ye kunche
umeed se lambe yakeen se unche
ye kunche kurpench hai
dilchasp bhi hai is zindagi ke
ye galiyan ye kunche
umeed se lambe yakeen se unche
ye kunche kurpench hai
dilchasp bhi hai is zindagi ke
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
sharte lagata hai har baar kyu dil
jazbe jagta hai aur
rulata hai kyu yaar tu dil
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
halka halka khauf bhi hai
ye seedhiya purani aur akeli main
khauf kiska main jo hu na
hai dil naye purani si haveli mein
halka halka khauf bhi hai
ye seedhiyan purani aur akeli main
khauf kiska main jo hu na
hai dil naye purani si haveli mein
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
har chhat pe chadhke patang udake raazi
na pucho ye dil hai munsi magistrate kazi
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
aacha sa khwab aaye to humko dikha dena tum
aankho mein bharke humko god mein sula dena tum
sapno ke 100-100 panne nind mein likha karenge
padhke sunayega dil dil se suna karenge
mere dil mein chakkar hai rukta nahi hai
kaano se bahra hai koi baat sunta nahi hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai
dil hi to hai dil dil hai