dil humne jise ye diya hai jiske liye ab tak ye jiya hai
o dil humne jise ye diya hai jiske liye ab tak ye jiya hai
o usi ke liye hum to ye jaa bhi luta denge
usi ke liye hum to ye jaa bhi luta denge
banke shama mai jalu pal me shola bhi banu
na khel mujhse nada mit jayega tera nisha

jhelugi hans ke mai
tera har sitam mera pyar hai amar
us pyar ki mujhe kasam oo ho
jhelugi hans ke mai tera har sitam
mera pyar hai amar us pyar ki mujhe kasam
angare ho ya kante ho mai chalne ko tayar hu
pathar ko baha le jayegi jo mai wo ganga ki dhar hu
banke shama mai jalu pal me shola bhi banu
na khel mujhse nada mit jayega tera nisha
hanste hai gate hai hum ro ro ke marte nahi
himat hai ladne ki hum tum se darte nahi o ho
hanste hai gate hai hum ro ro ke marte nahi
himat hai ladne ki hum tum se darte nahi
kuch der ke tum is duniya me samjho ke ek mhaman ho
pukar rahi hai maut tumhe is kadar tum anjan ho