dil ke ujle kagaz par hum kaisa geet likhe
bolo tumko gair likhe ya apna meet likhe

neele ambar ki angnai me taaron ke phool
mere pyase hotho par hai angaron ke phool

in phoolon ko aakhir apni haar ya jeet likhe
bolo tumko gair likhen ya apna meet likhe
dil ke ujle kagaz par hum kaisa geet likhe
bolo tumko gair likhen ya apna meet likhe
koi purana sapna de do aur kuch mithe bol
lekar hum nikle hain apni aakhon ke kash khol

hum banjaare preet ke mare kya sangeet likhe
bolo tumko gair likhen ya apna meet likhen
dil ke ujle kagaz par hum kaisa geet likhen
bolo tumko gair likhe ya apna meet likhe
shaam khadi hai neel chameli de pyale me shabnam
jamuna ji ke ungli pakde khel raha hai madhuban

aise mein ganga jal se radha ki preet likeh
bolo tum wo gair likhe ya apna meet likhe

beautiful