jab naam tera lije, tab chasm bhar aave
is zindagi karne ko kahan se jigar aave
humaare aage tera jab kis ne naam liya
dil-e-sitam jada ko humne thaam thaam liya
dil ki tehki kahi nahi jaati
dil ki tehki kahi nahi jaati
naajuk hain israar bahut
akshar hain to ishq ke do hi
akshar hain to ishq ke do hi
lekin hain vistaar bahut
dil ki tehki kahi nahi jaati
naajuk hain israar bahut
akshar hain to ishq ke do hi
akshar hain to ishq ke do hi
lekin hain vistaar bahut
dil ki tehki kahi nahi jaati
hizar ne jee hi maara maara
kya kahiye kya mushkil hain
hizar ne jee hi maara maara
kya kahiye kya mushkil hain
usse juda rehna hota hain
usse juda rehna hota hain
jisse humein hain pyar bahut
jisse humein hain pyar bahut
dil ki tehki kahi nahi jaati
dil ki tehki kahi nahi jaati
sau gairo mein ho aashiq to
ek usi se sharmaave
sau gairo mein ho aashiq to
ek usi se sharmaave
is masti mein aankhen uski
rehati hain hoshiyaar bahut
dil ki tehki kahi nahi jaati
dil ki tehki kahi nahi jaati
raat se shohrat is basti mein
meer ke uth jaane ki hain
raat se shohrat is basti mein
meer ke uth jaane ki hain
jungle mein jo jald basa jaa
jungle mein jo jald basa jaa
shayad thaa beemar bahut
dil ki tehki kahi nahi jaati
dil ki tehki kahi nahi jaati
naajuk hain israar bahut
akshar hain to ishq ke do hi
akshar hain to ishq ke do hi
lekin hain vistaar bahut
dil ki tehki kahi nahi jaati
dil ki tehki kahi nahi jaati