socha tha tumse milte hi kahu
ke tumhara hua dil
dur tumse kaise main rahun
jab tum hi ho manzil o darr sa lage
aisa na ho kahi hans kar taal do tum
jo apni hain pyari dosti
use dil se nikal do tum
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
lakhon armaan seene mein liye
kab tak chhpaau
tumhi ko ghere sapne jo siye
ab unhe sajaau aur
mine kiya yahi faisla
chahe dil ko saza hi mile
yun hi raha agar hosla
to ban jayenge silsile
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
maine kiya yahi faisla
chahe dil ko saza hi mile
yun hi raha agar hosla
to ban jayenge silsile
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe
dil mein jo baatein hain
kah na sake chup na rahe