dil ki lari dil ki lari khadi raste pe signal na de anadi re
to fir kaise chale gaadi to fir kaise chale gadi

dil me samake dil me samake dil ka ishara
samjhe na kudi kunwari re
to fir kaise chale gadi to fir kaise chale gadi

bindiya sajake ghunghta udake ankhiyo se chalkau pyar
lat bikhrake kangna bajake pyar jatake gayi haar

kabhi ha kabhi na koi kya samjhe
pyar ki ye ada to khuda samjhe
arey dil ki lari dil ki lari khadi raste pe signal na de anadi re
to fir kaise chale gadi to fir kaise chale gadi
to fir kaise chale gadi to fir kaise chale gadi
udti fuhari bheegi ye bahari man me jagaye koi pyas
behke nazare dil ke ishare kab se pukare aaja paas

janu mai janu re kya hai dil me tere
door se baat kar paas na aa mere
arey dil me samake dil me samake dil ka ishara
samjhe na kudi kunwari re
to fir kaise chale gadi to fir kaise chale gadi
to fir kaise chale gadi to fir kaise chale gadi
tujhe kya batau kaise samjhau aise to bane na kabhi baat
jab rut aaye tab ghata chhaye fir barse barsat

yaar ke pyar pe kyo na aaye yakeen
dil se dil is tarah kya milenge kahi