dil le ke bhaga, daga de ke bhaga
kaise bedardi se dil mera laga
dil le ke bhaga, daga de ke bhaga
kaise bedardi se dil mera laga
chori chori dil ko churaya mai jani na
chori chori dil ko churaya mai jani na
mithi mithi baato me jiya bhamaya mai jani na
mithi mithi baato me jiya bhamaya mai jani na
bate banai aankhe milai
bhole bhole fasaye liyo jaye hay hay
bhole bhole fasaye liyo jaye
lalchaye tarsaye hay hay jani na
kaliyo ka ras le ke bhanvara ye bhaga
kaise bedardi se dil mera laga
dil le ke bhaga, daga de ke bhaga
kaise bedardi se dil mera laga
lakh kaha dil ne ho fir bhi mai mani na
lakh kaha dil ne ho fir bhi mai mani na
kah se bhi dil na lagana mai mani na
kah se bhi dil na lagana mai mani na
aisi jawani andhi diwani
thokar pe thokar lagaye chali jaye hay re
thokar pe thokar lagaye chali jaye
tadpaye jiya jaye hay hay jani na
aankhe chura ke vo apne se bhaga
kaise bedardi se dil mera laga
dil le ke bhaga, daga de ke bhaga
kaise bedardi se dil mera laga
pahali najar me hui mai diwani
pahali najar me hui mai diwani
lad gaye naina ho gai ye nadani
lad gaye naina ho gai ye nadani
ab to in aankho se bahata hai pani
papi mera jiyra piya ko bulaye hay hay
papi mera jiyra piya ko bulaye
pachataye ghabraye hay hay jani na
aisi musibat me chhod ke bhaga
kaise bedardi se dil mera laga
dil le ke bhaga, daga de ke bhaga
kaise bedardi se dil mera laga
This one is from the old Nadiya Ke Paar (1948) with C Ramchandra's music,
not from the movie of the same name released in 1982 which had Ravindra
Jain's music. And it's Lalita Dewoolkar on Kamini Kaushal vocalising Moti's
lyrics.