dil me jo mere sama gayi, kaun jo meri aankho pe chha gayi, kaun
kya bataau mai badi hasin hai wo aisi jahan me koyi nahi, achchha
hey dil me jo mere sama gayi, jo meri aankho pe chha gayi
kya bataau mai badi hasin hai wo aisi jahan me koyi nahi
arey kya kudi hai wo, phuljhadi hai wo
aisi jahan me koyi nahi, arey kya kudi hai wo, phuljhadi hai wo
aisi jahan me koyi nahi
hay hay, ek bat bataau dost, bata bata jaldi bata
ek bar wo mujhe milane aayi, achchha
maine pyar se usaka hath pakad liya, phir kya huwa
usane mujhe dekha, maine use dekha
maine usaki aankho me aankhe dal di
bas dono dekhte hi reh gaye
arey aankhe usaki main ke paimane do
milate hi mai kahu dub jane do
arey aankhe usaki main ke paimane do
milate hi mai kahu dub jane do arey yar bat aage badhi ke nahi
arey baato me baat jo badh gayi aankho se pi to mujhe chadh gayi
janeman meri, gulbadan meri, aisi jahan me koyi nahi
oo aa kya kudi hai wo, phuljhadi hai wo
aisi jahan me koyi nahi, oo aa kya kudi hai wo, phuljhadi hai wo
aisi jahan me koyi nahi
arey bhai ek din usaka telephone aaya ha
kahne lagi, hello hello darling darling, han phir kya boli
boli, mere ghar me party hai aao ha
jab mai vahan pahuncha to pata laga
vahan usake siva aur koyi bhi nahi tha, phir kya huwa
bas mai tha ha, wo thi ha
wo thi bas mai tha aur tanhayi thi hay
uss din ham mile tanhayi me, dubate gaye pyar ki gahrayi me
uss din ham mile tanhayi me, dubate gaye pyar ki gahrayi me
to phir phir phir phir phir, isake bad kya huwa
arey isake bad phir kha li kasam, milate rehenge yu hi har janam
dilruba meri jane vafa meri, aisi jahan me koyi nahi
arey kya kudi hai wo, phuljhadi hai wo
aisi jahan me koyi nahi, arey kya kudi hai wo, phuljhadi hai wo
aisi jahan me koyi nahi
hmmmm, hu hu hu, hu hu hu hu
what flamboyance in his voice Kishore Kumar had The composition is
unconventional and trigger's the interest immediately-its very energetic!
kya gana hai yeh young ashik ka afsana hai yeh Aisi jahan mein koi nahin!