dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
kaisa ye sagar kinara nahi, mujhko kisi ka sahara nahi
kaisa ye sagar kinara nahi, mujhko kisi ka sahara nahi
sapne yu tute hai, apne yu ruthe hai
sapne yu tute hai, apne yu ruthe hai
jaau to jaau kaha
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
aisa andhera ujala nahi, hu is jahan me akela kahi
aisa andhera ujala nahi, hu is jahan me akela kahi
rasta to dikhla de, thoda reham kar de
rasta to dikhla de, thoda reham kar de
mujhpe o mere khuda
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye