dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
aisi thes lagai usne
aisi thes lagai usne
pyaar bhara dil tut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
kaun si bhul huyi hain mujhse
ye bhi mujhe maalum nahi
kaun si bhul huyi hain mujhse
ye bhi mujhe maalum nahi
na jaane kis baat pe mera
yaar puraana ruth gaya
aisi thes lagai usne
aisi thes lagai usne
pyaar bhara dil tut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
neend nahi aati raato ko
aur din ko bhi chain nahi
neend nahi aati raato ko
aur din ko bhi chain nahi
khushiyan ruth gayi hain jabse
saath tumhara chhut gaya
aisi thes lagai usne
aisi thes lagai usne
pyaar bhara dil tut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
uski yaado ke saaye kyun
mera peechha karte hain
uski yaado ke saaye kyun
mera peechha karte hain
jab ke charaab uss bedardi
se mera naata tut gaya
aisi thes lagai usne
aisi thes lagai usne
pyaar bhara dil tut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya
dil me samakar wo bedardi
dil ki duniya lut gaya.