Lyrics of Dil Men Ab Dard-E-Muhabbat Ke Sivaa Kuchh Bhi Nahin Gazal - दिल में अब दर्दे मोहब्बत के सिवा कुछ भी नहीं
dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi

zindagi meri ibadat ke siwa kuch bhi nahi

main teri barahgahe naaz me kya pesh karu

meri jholi me mohabbat ke siwa kuch bhi nahi
dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi
zindagi meri ibadat ke siwa kuch bhi nahi
dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi
ae khuda mujhse na le mere gunaho ka hisab

mere paas ashq-e-nadamat ke siwa kuch bhi nahi
dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi
zindagi meri ibadat ke siwa kuch bhi nahi
dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi
wo to mit kar mujhe mil hi gayi rahat warna

zindagi ranzo musibat ke siwa kuch bhi nahi
dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi
zindagi meri ibadat ke siwa kuch bhi nahi
dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi
beautiful ghazal by S Bhopali, superb film music. Many good singers & many good people exist in every country, to be a good
neighbours, big country, plenty of bad
people & atrocities, size, volume does
make a lots of difference & impact. BUT
Good people exist everywhere, they are
seldom viewed !!
Love's ordeals are so nicely explained in this song ! but as akarshik said " cheer up my friend & take care " lets say
" aur bhi dukh hein zamanay mein
muhabbat ke siwa "