dil mera sochta, hai bahut dosto
dil mera sochta, hai bahut dosto
kash aisa na ho, kash aisa na ho
milati fir bhi tasalli, hai dil ko nahi
milati fir bhi tasalli, hai dil ko nahi
kash aisa na ho, kash aisa na ho
kash aisa na ho, kash aisa na ho
dil mera sochta, hai bahut dosto
khyaale judai se darta hai dil
had se jyada tujhe, pyaar karta hai dil
khyaale judai se darta hai dil
had se jyada tujhe, pyaar karta hai dil
jodate todate khwabo ke bich me
yu sambhalta bhi fir bikharata hai dil
jane anjane dua me asar aaye to
jane anjane dua me asar aaye to
alam taklif ka, ye gujar jaye to
kash aisa na ho, kash aisa na ho
kash aisa na ho, kash aisa na ho
dil mera sochta, hai bahut dosto
khala meri mahobbat ki tute nahi
sath tera mera kabhi chhute nahi
khala meri mahobbat ki tute nahi
sath tera mera kabhi chhute nahi
ruth jaye mukaddar koi gum nahi
mera mahebub mujhse ruthe nahi
dum bhar bhi khafa ho gaye tum agar
dum bhar bhi khafa ho gaye tum agar
dil mera jane kyu, dekho jata hai dar
kash aisa na ho, kash aisa na ho
kash aisa na ho, kash aisa na ho
dil mera sochta, hai bahut dosto
dil mera sochta, hai bahut dosto
kash aisa na ho, kash aisa na ho
milati fir bhi tasalli, hai dil ko nahi
milati fir bhi tasalli, hai dil ko nahi
kash aisa na ho, kash aisa na ho
kash aisa na ho, kash aisa na ho
dil mera sochta, hai bahut dosto