dil ro raha hai mera
magar aankh nam nahi
duniya samajh rahi hai
muje koi gum nahi
kyun tune ki bewafai
chahat ki samma bujhai
mere dil pe chot lagai
dil ro raha hai mera
magar aankh nam nahi
duniya samajh rahi hai
muje koi gum nahi
dil ro raha hai mera
magar aankh nam nahi
duniya samajh rahi hai
muje koi gum nahi hahi
nahi ki maine bewafai
kismat ne di ye judai
ab kya du aur safai
dil ro raha hai mera
magar aankh nam nahi
duniya samajh rahi hai
muje koi gum nahi
meri wafa ka tune
inaam ye diya hai
dekar jahan ke aansu
dil ka sukun liya hai
meri wafa ka tune
inaam ye diya hai
dekar jahan ke aansu
dil ka sukun liya hai
sabro karar loota
wada tha tera jhutha
dil aisa chham se toota
dil ro raha hai mera
magar aankh nam nahi
duniya samajh rahi hai
muje koi gum nahi
majbooriyo ne mujhko
bandh rakha hai aise
main bewafa nahi hu
batlau tujhko kaise
majbooriyo ne mujhko
bandh rakha hai aise
main bewafa nahi hu
batlau tujhko kaise
tare jaise gagan me
teri yadein hain mere man me
ab kya rakha jivan me
dil ro raha hai mera
magar aankh nam nahi
duniya samajh rahi hai
muje koi gum nahi
nahi ki maine bewafai
kismat ne di ye judai
ab kya du aur safai
dil ro raha hai mera
magar aankh nam nahi
duniya samajh rahi hai
muje koi gum nahi
kyun tune ki bewafai
chahat ki samma bujhai
mere dil pe chot lagai
dil ro raha hai mera
magar aankh nam nahi
duniya samajh rahi hai
muje koi gum nahi
Nice.Alka Yagnik ji is Very Melodious.