dil se dil takra lo apna koi bna lo 
dil se dil takra lo apna koi bna lo 
hoye apna koi bana lo 
hyy kahi jawani ruth na jaye kahi jawani ruth na jaye 
aaj to rang jama lo ki kal ki kal dekhege 
ki kal ki kal dekhege 
jo is umar mai bhi na dil ko lagaya
dunia mai jaise tu aaya n aaya 
jo is umar mai bhi na dil ko lagaya
dunia mai jaise tu aaya n aaya 
dilwalo, khoob jiyo  dilwalo, khoob jiyo 
aankho ke jaam piyo 
hosh mai rhna hosh nahi hai 
hosh mai rhna hosh nahi hai 
aaj to hosh uda lo ki kal ki kal dekhege 
ki kal ki kal dekhege 
muft ka maal uda kar tum 
ab bharte ho paimana 
are pani chhana ke peete ho 
aur khoon piyo unchhana 
yeh mauj mel nage naach koi karm nahi 
yeh mauj mel nage naach koi karm nahi 
gareeb ko hi lut le koi daram nahi 
na itna julm kro are kuch sharam karo 
na itna julm kro are kuch sharam karo 
haram khao nahi tum zara khuda se daro 
are ja ja bada aaya khuda wala 
nahi to bhanda bhhot jayega 
nahi to bhanda bhhot jayega 
bach sake to bacha lo 
ki kal ki kal dekhege