dil si najuk chiz ko tum agar thukraoge
dil to chup ho jayega tum bahut pachhtaoge
dil si najuk chiz ko tum agar thukraoge
dil to chup ho jayega tum bahut pachhtaoge
tum bahut pachhtaoge
duniya ki rangini tum paake na kho jana
deke ye bechaini duniya ke na ho jana
duniya ki rangini tum paake na kho jana
deke ye bechaini duniya ke na ho jana
jisko kahte hai wafa wo kahin na paoge
dil to chup ho jayega tum bahut pachhtaoge
tum bahut pachhtaoge
apna tumhe kah ke hum tumko na bhulenge
dil to de hi dala ab jaan bhi de denge
apna tumhe kah ke hum tumko na bhulenge
dil to de hi dala ab jaan bhi de denge
dil ko jo tadpaoge chain kahin na paoge
dil to chup ho jayega tum bahut pachhtaoge
tum bahut pachhtaoge
humko na pahchano tum khud ko to pahchano
dilbar ho humare tum mano ya mano
humko na pahchano tum khud ko to pahchano
dilbar ho humare tum mano ya mano
dil to lakho paoge pyar se kaha se laoge
dil to chup ho jayega tum bahut pachhtaoge
dil si najuk chiz ko tum agar thukraoge
dil to chup ho jayega tum bahut pachhtaoge
tum bahut pachhtaoge
The most excellent creation in the world of music and a peculiar production
of 50s enriched with the traditional music, tune, voice and lyrics.