dil thame huye baithe hai haye bechain najar hai
dil thame huye dil thame huye baithe hai
bechain najar hai kahte hai mohabbat kisse
kya tumko khabar hai dil thame huye bathe hai
bechan najar hai
dil thamne ke lakh sabab hote hai nadan
bimar hai khud aa bimar hai ya
koi dost pareshan ya fir kisi mehman ke
aane ki khabar hai ya fir kisi mehman ke
aane ki khabar hai dil thame huye bathe hai
bechan najar hai karte hai mohabbat kisse
kya tumko khabar hai
aati hai mohabbat me kabhi aisi bhi rate
nind aati nahi hoti hai taro hi se bate
mujhe taro hi se bate mujhe taro hi se bate
jis dil me mohabbat ho ye usko hi khabar hai
jis dil me mohabbat ho ye usko hi khabar hai
dil thame huye baithe hai bechain najar hai
kahte hai mohabbat kisse kya tumko khabar hai
o kaid me insan ko kabhi nind na aaye
kato pe bhi so jaye ma lori sunaye
ma bap ke kadmo me mohabbat ka nagar hai
ma bap ke kadmo me mohabbat ka nagar hai
dil thame huye bathe hai bechan najar hai
kahte hai mohabbat kisse kya tumko khabar hai
raste alag pyar ki manzil hai magar ek
lakho hai tammnaye to kya dil hai magar ek
lakho hai tammnaye to kya dil hai magar ek
haste huye chalna ye mohabbat ka safar hai
haste huye chalna ye mohabbat ka safar hai
dil thame huye baithe hai bechain najar hai
kahte hai mohabbat kisse sab ko khabar hai
dil thame huye bathe hai bechan najar hai
kahte hai mohabbat kisse sab ko khabar hai