Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Dil Tut Gaya Ji Chhut Gaya
4.11 - 19 votes
Raj Kapoor, NargisSad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Tut Gaya Ji Chhut Gaya - दिल टूट गया जी छूट गया
dil tut gaya jee chhut gaya
kismat ne mita kar chhod diya
dil tut gaya jee chhut gaya
kismat ne mita kar chhod diya
aankhon mein bhi to aansoo na rahein
majbur banaakar chhod diya
aankhon mein bhi to aansoo na rahein
majbur banaakar chhod diya

ae meri ummido ki duniya
badnaam mohabbat hoti hai
ae meri ummido ki duniya
badnaam mohabbat hoti hai
badnaam mohabbat hoti hai
kyu mujhko banaaya tha apna
kyon apna banaakar chhod diya
kyu mujhko banaaya tha apna
kyon apna banaakar chhod diya

armaan tadapte hai dil me
dil hai ke sulagta rahta hai
armaan tadapte hai dil me
dil hai ke sulagta rahta hai
jalne ke liye duniya me mujhe
kyu aag laga kar chhod diya
jalne ke liye duniya me mujhe
kyu aag laga kar chhod diya

tum fulo falo aabaad raho
aabaad raho, dilshaad raho
tum fulo falo aabaad raho
aabaad raho, dilshaad raho
tumne to mujhe duniya ke liye
afsana bana kar chhod diya
tumne to mujhe duniya ke liye
afsana bana kar chhod diya
dil tut gaya jee chhut gaya
kismat ne mita kar chhod diya
lyrics of song Dil Tut Gaya Ji Chhut Gaya
Comments on song "Dil Tut Gaya Ji Chhut Gaya"
TheFiktra on Monday, February 13, 2012
Birzamanlar romantim işte böyle birşeydi.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aag (1948)
Raj Kapoor, Nargis Dutt, Nigar Sultana, Kamini Kaushal, Kamal Kapoor, Premnath, Vishva Mehra, Shashi Kapoor, B M Vyas, Indumati, Shree Ram, Pushpa, Shankar, Sandow, Prayag RajMukesh, Shailesh, Shamshad BegumDeepak (2), Majrooh SultanpuriRam GangulyRaj KapoorRaj KapoorAag at IMDB      Aag at WikipediaAag at YouTube     |    Aag at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type