dil tutane ke baad bhi, tuta nahi hu ab tak

zinda rahunga tab tak
zinda rahunga tab tak, tum chot doge jab tak
paigaam maine apna, pahuncha diya hain rab tak

aankho me ab bhi tere, bas khaab tere aaye
is gam me bevshi me, raato me so na paaye

tanha rahe tu aksar, yaadon ke ghar banaye
in aansuo ki rau me, wo ghar bhi bah jaye
ishq ki giraft se, chhuta nahi hu ab tak
ishq ki giraft se, chhuta nahi hu ab tak
zinda rahunga tab tak
zinda rahunga tab tak, tum chot doge jab tak
paigaam maine apna, pahuncha diya hain rab tak
dil tutane ke baad bhi, tuta nahi hu ab tak
main jaanta hu tumne, dhoka diya hain mujhko
fir bhi na koi sikva, fir bhi main chahu tujhko
ummid hain ye ab bhi, jayega ye andhera
ye raat khatam hogi, ayega fir savera
tum to khafa huye main, rutha nahi hu ab tak