dil uski mohabbat me
hamesha se girfataar hai mera
allah ki bandi hu mai
allah madadgaar hai mera
rab uska hai rakhwaala
rab uska hai rakhwaala
jo bhi rab ka ho gaya
jo bhi rab ka ho gaya
jisne use pahchaana
jisne use pahchaana
wo hi saihda ho gaya
wo hi saihda ho gaya
paani hawaa aur aag hai
sab hai uske talabgaar
paani hawaa aur aag hai
sab hai uske talabgaar
rahamat bhi jhum jhum kar
karti hai usse pyar
rahamat bhi jhum jhum kar
karti hai usse pyar
kurbaan uski raah me
kurbaan uski raah me
jo banda ho gaya, jo banda ho gaya
rab uska hai rakhwaala
jo bhi rab ka ho gaya
jo bhi rab ka ho gaya
meri dua to uski talbgaar ban gayi
meri dua to uski talbgaar ban gayi
uske karam se aag bhi guljaar ban gayi
uske karam se aag bhi guljaar ban gayi
har shola hasti thi, har shola hasti thi
phul dil me kaata ho gaya, phul kaata ho gaya
rab uska hai rakhwaala
jo bhi rab ka ho gaya
jo bhi rab ka ho gaya
duniya me bolbaala hai uske hi naam ka
duniya me bolbaala hai uske hi naam ka
jo rab ka naam le wohi banda hai kaam ka
jo rab ka naam le wohi banda hai kaam ka
jisne pukara usko jisne pukaara usko
wo hi uska ho gaya, wo hi uska ho gaya
rab uska hai rakhwaala
jo bhi rab ka ho gaya
jo bhi rab ka ho gaya