dil waalo kya dekh rahe ho
in raaho me, in raaho me
dil waalo kya dekh rahe ho
in raaho me, in raaho me
hadde nazar tak ye viraani
saath chalegi, saath chalegi
dil waalo kya dekh rahe ho
in raaho me, in raaho me
dil waalo, o dilawaalo
sannate phir samaa ke aansu
chaat rahe hain
sannate phir samaa ke aansu
chaat rahe hain, chaat rahe hai
ye basti jo ujad gai hai
ab na basegi, ab na basegi
dil waalo kya dekh rahe ho
in raaho me, in raaho me
dil waalo, o dilawaalo
ghar ke andar saare jangal
ka sannaata
ghar ke andar saare jangal
ka sannaata, sannaata
shaam hui to is jangal me
hawa chalegi, hawa chalegi
dil waalo kya dekh rahe ho
in raaho me, in raaho me
dil waalo, o dilawaalo
jinke haatho dil ki ye
tauhin hui hai
jinke haatho dil ki ye
tauhin hui hai, tauhin hui hai
unke liye bhi ye duniya
aisi na rahegi, aisi na rahegi
dil waalo kya dekh rahe ho
in raaho me, in raaho me
dil waalo, o dilawaalo
razi miyaa tum shaam se kaise
chup baithe ho
razi miyaan tum shaam se kaise
chup baithe ho, chup baithe ho
kuch to bolo aisi chup se
baat badhegi, baat badhegi
dil waalo kya dekh rahe ho
in raaho me, in raaho me
hadde nazar tak ye viraani
saath chalegi, saath chalegi
dil waalo kya dekh rahe ho
in raaho me, in raaho me
dil waalo, o dilawaalo