din bahar ke hai aao pyar kar le
chup chap koi ikrar kar le
din bahar ke hai aao pyar kar le
chup chap koi ikrar kar le din bahar ke hai
dil ye chahe chand sitaro ko chule
in hawao ke sang in ghatao ke sang
jhula jhule jhula jhule jhule
dil ye chahe chand sitaro ko chule
in hawao ke sang in ghatao ke sang
jhula jhule jhula jhule jhule dil ye chahe
nayi raho me ghum ke chal diye aaj hum
gaya bachpan gaya ab jawani ne rakha kadam
naye arman hai naye tufan hai
ham to firte hai duniya ko ghume
yahi ghume ghume
dil ye chahe chand sitaro ko chule
in hawao ke sang in ghatao ke sang
jhula jhule jhula jhule jhule dil ye chahe
din bahar ke hai aao pyar kar le
chup chap koi ikrar kar le din bahar ke hai
mili ye najar jab kisi se to ghabra gaye
aise aankhe jhuki hum to khud se hi sharma gaye
kaisa jadu hai dil bekabu hai
hum to firte hai duniya ko ghume