Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 10 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Diwana Mai Diwana - दीवाना मैं दीवाना
deewane rukte nahi aaye kitne mod
kya achchha kya bura maine rab pe diya hai chhod
deewana main deewana main yaar tera deewana

deewana main deewana main yaar tera deewana
deewana main deewana main yaar tera deewana
ishq ka nagma gaate gaate khud se hua begana
deewana main deewana main yaar tera deewana
deewana main deewana main yaar tera deewana

deewani main deewani main yaar teri deewani
deewani main deewani main yaar teri deewani
deewani main deewani main yaar teri deewani
sanam sanam main rat te rat te khud se huyi begani
deewani main deewani main yaar teri deewani
deewani main deewani main yaar teri deewani

o dil me yaar ka naam likh lai kitab banaye
piyo na pani darat hu kahi naam na mit jaye
tuhi aashiqi hai tuhi badgi hai
tu hi jindagi hai meri jana
chehra padu ke kalma padu
ke sajda karu main dildara
rab hi ishq, ishq hi rab hai ishq fakir malanga
rab hi ishq ,ishq hi rab hai ishq fakir malanga
ishq ka jab jalta chirag aashiq ban jaye patanga
deewana main deewana main yaar tera deewana
deewana main deewana main yaar tera deewana
deewana main deewana main yaar tera deewana
deewani main deewani main yaar teri deewani

katre me wo dariya hai jo aalam ko dubo de
jare me vo sehra hai jo deewana bana de
aankho ki teri ek hi chingari bahot hai
aankho ki teri ek hi chingari bahot hai
tu dekh jisko use parvana bana de
aashiq jo kahe aashiq jo sune
farman vo rab ka hota hai
hamdam ke liye jaan jaye agar
to ishq ka sadka hota hai
deewani main deewani main yaar teri deewani
deewani main deewani main yaar teri deewani
sanam sanam main rat te rat te khud se huyi begani
deewana main deewana main yaar tera deewana
deewana main deewana main yaar tera deewana
deewana main deewana main yaar tera deewana
deewana main deewana main yaar tera deewana
deewana deewana deewana
lyrics of song Diwana Mai Diwana
Comments on song "Diwana Mai Diwana"
maq on Saturday, February 09, 2013
most lovely heart touching movie . and song also
ch abdul qayyum gujjar on Sunday, January 05, 2014
deewena main deewanaa nice song or movies very good
sweetlarki1 on Thursday, March 28, 2013
SUPERB SONG MY FAV :))))))))))))))))))))))))))
aqeel saddique on Friday, May 16, 2014
nice song and nice movie i like it..
Naveed Naveed. on Friday, July 31, 2015
Beautiful and nice movie and all song 
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Deewana Main Deewana (2013)
Govinda, Priyanka Chopra, Nazir Khan, Kader Khan, Prem Chopra, Johny Lever, Shakti KapoorUdit Narayan, Anuradha Paudwal, Sunidhi Chauhan, Ila Arun, Sudesh Bhosle, Sukhwinder Singh, Shreya Ghoshal, Govinda, Bappi Lahiri, Vinod Rathod, Sadhna SargamMaya Govind, Anand Raj Anand, K.C. BokadiaBappi Lahiri, Anand Raj AnandK.C. BokadiaAmit Kumar BokadiaDeewana Main Deewana at IMDB      Deewana Main Deewana at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type