diya apni khudi ko jo hum ne mita
vo jo parda sa bich main tha na raha
raha parde main ab vo na
parda nashi koi dushra uske siva na raha
raha parde main ab vo na
parda nashi koi dushra uske siva na raha
diya apni khudi ko jo hum ne mita
na thi haal ki jab hum hai apne khabar
rahe dekhte auro ke vo hunar
na thi haal ki jab hum hai apne khabar
rahe dekhte auro ke vo hunar
padi apni buraaiyon par jo najar to
nigah mein koi bura na raha
padi apni buraaiyon par jo najar to
nigah mein koi bura na raha
diya apni khudi ko jo hum ne mita
jafar aadmi usko na janiyega
jafar admi usko na janiyega
ho vo kaisa hi saha be pamauj ka
jise aish main yaade na rahi
jise taish main khofe khuda na raha
jise aish main yaade na rahi
jise taish main khofe khuda na raha
diya apni khudi ko jo hum ne mita